Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Me – janti thi ki wo marne wali hai us ko pata tha ki usko kya beemari hai lekin fir bhi marte hue logon ko zindagi dene ki koshish karti thi , kitne bade dard ko lekar wo zinda thi ye o janti thi kisi ko nahi bataya us ne , mujhe bhi ehsaas tak nahi hone diya kabhi , lekin fir bhi rote hue logon ko hansati rahi

He – Amazing , bahut bade jigar wali thi wo , tum ko fakhra hona chahiye khud par ki tumhari dost aisi thi

Me – ab fakhra kar ke kya kar lungi

He – bahut afsoos hai mujh ko jis ko dekha nahi jis se mila nahi lekin aap ki zubani us ke bare me sukar bas yahi soch raha hun kaash ek bar us se mil leta

Kuch der khamoshi rahi na hi main bol rahi thi aur na hi shaizan kuch bol raha tha
Kuch der ki khamoshi ke baad

He – hey gul

Me – yes

He – main serious nahi hota hun jo hun jaisa hun ache se janti ho tum mila nahi aaj tak wo alag bat hai fir janti to ho

Me – yes – to kya ?

He – aaj bahut hi zyada emotional kar diya aap ne mujhe , main yad karne ki koshish kar raha hun ki is se pahle main kab itna zyada emotional hua tha

Me – sorry lekin aap ne hi pucha mujh se main to batana hi nahi chahti thi

He – lekin main to sunna chata than a aur sunana chahta hun jab tak tum kahna chaho

Me – ab kuch nahi hai kahne ko bas mukhtasar si kahani thi us pagali ki jo apni yaden dekar mujhe chali gayi

He – aur kuch batao apni us friend ke bare me kya pasnd karti thi wo

Me – shararat sirf pagal pan bhari bahut pyari pyri sharrten aur kuch nahi , khud ke dard o gham ko bhoolna jo chahti thi shayad is liye

He – pagal hi thi wo , kyun ki jaan se pyare logon se kuch kuch parde lazim hain sachi baat batane wale kuch kuch pagal hote hain

Me - pata nahi

He – aap ko aap ki friend ke upar ek ghazal sonata hun

Me – sunaiye

He – wait ek minute main zara guitar connect kar lun

Me – ok
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 21-02-2019, 07:37 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)