Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Tum bewakoof howo pyar se aise hi bulane nahi aayi thi , zarur usne koi bahut bada natak plankiya hoga aur us liye wo mujhe bula rahi thi abhi tum nahi janti ho us ko kitnibadi nautanki hai wo – main boli
Maine kayi barchuzi ko phone kiya lekin usne phone hi nahi uthaa har bar phone cut kar detithi Next day bhi maine us ko phone kiyalekin fir bhi us ne nahi uthaya maine kayi msg send ke kiye ki bat to karolekin koi farak nahi para
Phir maine chuzike papa ko phone kiya maine pucha chuzi kahan hai to wo bole ki ghar pe hi hai, maine kaha wo phone nahi utha rahi hai aap zara bat kara diye Unhone chuzi sekaha lekin us ne mana kar diya .
Kyun bat nahikar rahi – maine pucha
Pata nahi betawo kah rahi hai ki mujhe bat nahi karni hai – wo bole
Thik hai unclemai kal se bahut bar usko phone kar chuki hun lekin wo phone nahi utha rahi haiaap us se kah dena ki main ab kabhi us ko phone nahi karungi – main boli
Thik hai betamain bol dunga lekin kya koi bat ho gayi hai tum logon ke beech me – unhonepucha
Nahi koi batnahi hui hai aap us se hi puchiye na kyun wo bat nahi kar rahi hai – main boli
Us se kya puchunbeta uske mood se to lag raha hai ki wois samay tum se bura koi aur ho hi nahi sakta wo bahut naraaz hai aur jab takwo naraz hai main to kya bhagwab bhi us se tumhari bat nahi kara sakta – wobole
Thik hai koi batnahi uncle ap us se kah diyega ki main ab us ko phone nahi karungi yekahte huemaine phone band kar diya
Din yunhi beetgaya har taraf Holi ki hi taiyari chal rahi thi , puri colony me dhoom thicolony se bahar kuch kadam ki doori parholi jalayi jati thi wo jagah ko bahut behtar andaz me sajaya gaya tha aurbahut hi tez awaz me wahan music chal raha tha jis ki dhun par log naach rahethe , sham ko main bhi shahnaz aur colony ki kuch aurton ke sath ghar senikli har tarah bahut chahal pahal thibazaar dulhan ki tarah saje hue the kafi der ke baad hum log ghar laut aaye .
Der raat holijalayi gayi main to ghar me hi thi lekin shor o ghul is kadr tha ki pata sabchal raha ki kahan kya ho raha hai
Jis jagah holijal rahi thi us ko maine dekha to wahan par bahut sari lakariyon ko jama kiyagaya tha aur holi jalne ki ek jagah makhsos thi aur wahan par holi jalne kekayi din ya kayi month pahle hi holi ko nasab kar diya jata tha aur ek khas dinkhas waqt usko aag ke hawale kar diyajata hai aur fir sab log us aag ki puja karte hain .
Mujhe ye bahuthi acha laga kyun ki main khud ek aatish parast hun .
Subah jaldi hi sab apne rang me aa gaye the aur puricolony ki sadak rangeen ho chuki thi aur naliyon me pani ki jagah rang bahnelaga tha , bache ade burhe sab ek hi rang me range hue the , aurten bhi kisi sepiche nahi thi , shahnaz bhi so kar uth gayi thi main gate ke andar khari3huibahar dekh rhi thi dekhne me to bahut maza aa raha tha .
Tabhi bahut selarkiyon aur larkon ki ek bheer aayi aur bahut tez awaz me wo sab mujh se boleHoli hai
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 20-02-2019, 09:52 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)