20-02-2019, 09:13 AM
Us ke bad fir wosuah mujhe phone kar ke puchti thi ki kaun hai aur kaun kahan ja raha hai mujhebatao , maine us ko bata deti thi
Isi tarah kuchwaqt ghuzra
Fir ek din chuzijab aayi to maine pucha haan ab bolo kya raha tumhari tafteesh ka
Teesh kaun teeshka ? wo boli
Mera matlabinvestigation – main boli
Yar kuch samajhme nahi aa raha in charon ko dekhne ke bad main bahut confuse ho gayi hun – woboli
Ye arpita basapne college aur ghar is ke alawa is ka kisi se kuch lena dena hai hi nahi aurraat ko bhi ye nahi jungle me ja sakti kyun ki iske saas sasur hote hain
Aur ye kapoor yelog bhi aise nahi lagte maine ache se dekha liya in logon ko – wo boli
Aur razia auntyun ke bare me kya – maine pucha
Arey yar wo toyahan rahti hi bahut kam hain – wo boli , pura week to wo bhar rahti hain aurkabhi Sunday ko aa gayi to kabhi Saturday ko
To ab kya kahogijames bond ki mausi – main us ki khinchayi karte hue boli
Yar kahin nakahin to kuch gadbad hai jo meri samajh me nahi aa raha , thora tum bhi sochona – wo boli
Bat to aap kidurust hai dear lekin kuch samajh me nahi aa raha bas ek bar koi ek lady miljaye in me se fir koi problem nahi hai – main boli
Wo to hai yarmujhe bhi pata hai lekin mil kahan rahi hai , aur mane tum ko ye sochne ke liyenahi kaha , khair tum bhi majboor ho is se zyada tum soch bhi kahan sakti ho –wo fir meri khinchayi karte hue boli
Main bina kuchkahe chup rahi
Aisa karte hainus guard ko hi dara dhamka kar puchte hain saala sab kuch bake ga – wo boli
Han kyun nahitum apne ko samajhti kya ho , koi pahawan ho tum ya fir bahut badi gundi ho jowo tum se dar jayega us ko dekha haiinsaan ki shakal me ek jinnat lagta hai– main boli
Aisa kar saktehain ki ab roz piche dekhte hain aur jab wo nazar aayen to fauran udhar torchfocus kar ke chilla kar kahen kaun hai kaun hai dekh liya pahchan liya , firwapas gate pe pahunch kar dekhte hain kikaun kidhar se a raha hai aur kidhar bhag raha hai , aur guard ki to lambiclass le lenge bas kaam ho jayega – wo boli
Haan thik hailekin zara socho jaisa ki tum khud kah chuki ho ki koi bhi ho wo hai is colony ki hi , ab agar hum log aisakarte hain to beizati bhi hogi na us ki job hi hai aur wo main nahi chahti - main boli
Kyun yar ab isme kya problem hai – wo chirh kar boli
Dekho dear kisiko dusron ki ya uski khud ki nazar me girana achi bat nahi , iska anjaam bahutbura bhi ho sakta hai , ek minute ke liye socho ki koi ghairat dar aurat hai ,aur wo majboori me ye kar rahi hai lekin jab wo sab ke samne aa jayegi to kyawo kisi se nazar mila payegi – main boli
Nahi – wo boli