Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Ab aage ---
Meri zindagi fir wahi purani routine me chalrahi thi , roz subah uthna prayer fir kaam shanaz uska college , ab seema kepas bhi gadi thi kayi bar seema ne kaha ki hum dono sath me chale jaya ,karenge aap kyun takleef karti ho , lekin maine uski bat nahi mani kyu ki mainshahnaz ko seema ke sath nahi chorna chahti thi

Kyun kishahnaz wo thi ki jiske dimaagh me likhihui qudrati tahreer par abhi mahaul ki gard nahi padi thi , aur main nahichahti thi ki kisi tarah ki gard uski uski dimaghi tahir tahreer ko ganda kare


Udhar jungle medekhte kayi hafte ho gaye the aur chuzi barabar mujh se us silsile me jankarileti rahti thi

Fir ek din chuzi aayi aur us ko maine wo sabdetail dii jo karne ke liye us ne kaha thaw o dekha kar chuzi boli

Yar idhar to harweek ye log aaye hain , aur dekhozyadatar Saturday Wednesday ke din ko aate rahe hain ye log – wo boli

Haan – wo tomaine likh hua hai – main boli

Lekin sirf ek admi aur ek hi aurat hai na to 2aurten ayin hain aur na hi 2 admi – wo boli

Haan – maine tumko bataya tha ki maine bhi bas ek hi bar do logon ko dekhat ha – main boli

Ab hum logon kiisi ke adhar par sab kuch karna hai – wo boli

Lekin ab kyakarna hai – maine pucha

Ab karna ye haikit um mujhe apni colony ke har ghar ke bare me batao khas kar ki kis ghar mekitni aurten hain aur wo kya karti hain , fir ek bar main sab ko dekhna bhichahungi – wo boli

Thik hai - mainekaha , aur chuzi ko sab ke ghar ke bare me bata diya

Chuzi sab kopahchan rahi thi kyun ki wo sab ko lgbhag dekh hi chuki thi , shahnaz kibirthday me au raise bhi aate jate hue sab ko wo dekh chuki thi

Dekho jitni bhiaurten yahan hain , ab unme se hone ko to koi bhi ho sakta hai lekin mera shakin 4 aurton pe hai – wo boli

Maine un charonke name sune to maine kaha nahi ye nahi ho sakti ye sab ki sab bahut hi chilady hain jinki respect bahut zyada hai– maine kaha

Ye razia aunty , Arpita bhabi , ho hi nahi sakti , aur ye mrs kapoor , aur unki beti – tumhara dimaghkharab ho gaya hai chuzi , acha ab apni jasoosi fauran band kar do mera dimaghmat kharab karo – main boli

Dimagh haitumhare pas – wo boli

Chuzi irritatemat karo – main dant peeste hue boli

Dekho ho sakta hai ki ye na ho lekin abhi to shakhai na in ke upar aur tum to aise bura maan rahi ho jaise ki ye sabtumhare ghar wale hai – wo boli

Yahan jitney bhihain sab ek dusre ke ghar wale hi hain , aur agar ghar wale nab hi ho to iska matlab ye to nahiki kisi kebare me ye sab kaha jaye – main boli

Main kisi kokuch kah nahi rahi hun yar tum kabhi kabhi bahut ulta sochne lagti ho , mainekaha ki shak hai mujhe maine personally kisi ko gali nahi di hai – wo boli

Aura b aisa karte hain ki in charon ka daily routinechek karte hain ki kaun kya karta hai aur hareesh se kisi ki bat cheet hoti haiya nahi – wo boli

Jo chaho karo –main boli

Kahin tum bhi toshamil nahi ho is khel me jo itna bura maan rahi ho – wo mujhe chidhate hueboli

Chuzi bahut maarparegi aaj tum ko – main boli

Kahan pe paregi– wo fir boli

Ab chup ho jaobas bahut ho gaya – main irritate ho rahi thi

Acha wo sabchoro bas itna yad rakho ki ab in logon ki routine check karna hai – wo boli

Jo karna hai tumkaro ab main kuch nahi karungi – mai boli

Thik hai mat kromain kar lungi , kaun sa in logon har samay dekhna hai – bas subah sham ki tobt hai wo main khud tumhare yahan aake dekh lungi – wo boli

Thik hai jochaho karo – main boli

Us ke baad chuziapne hisab se dekhna shuru kiya 2 din to wo subah subah aa gayi , mujhe ajeeblaga , maine jab pucha to wo boli tum kya sochti ho main kuch kar nahi sakti –wo boli
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 20-02-2019, 09:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)