Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Kya Chahtay ho? ( Long Story ) - Copied
#16
Aftab ne apni car ko apney ghar ke saamney rokaa aur musukuratey huye pichey muraa jahan asma ab bhi apnein aankhen band kiye gehri nind mein thi


Asma ki aankhen dheere dheere khuli toh saamney jal rahey bulb ooski roshni se asma ko dhundhli dhundhli tasveerey dikhaaye de rahi thi maa maa asma ne ye lavz apney mung se boley

Tabhi asma ki nazar ne dhudhnley pan ko jaisey hi gayab kiyaa saamney kharey shaks ko dekhkar ooski aankho mein jo khauf mit chukaa tha wo waapis dikh sakta tha…….asma ki aankhen laal hokar oonsey aansu niklaney lagey aur wo khauf ke saaye se ek baar phir rubaru huye they ooski aankhen ekdum se bari huyi aur asma ne apna hosh sambhaaltey huye uthney ki koshish ki par kuch dard se wo waapis gir gayi

Asma – aaaahh aah aah…………aftab asma ko gaur se dekh raha thaa asma idhar udhar apni nazre daudhaa rahi thi iss baar wo oos cottage mein nahin balki ek naye jagah thi asma ke khauf se wo baar baar pichey honey lagti aftab ooskey paas aakar ooskey gaal ko sehlaata hai ooskey naram naram gulabi gaalo ko sehlaatey huye afttab ooskey gaal ko chumta hai…..asma dur raho mujhsey paas bhi mat aana mere mujhey gheen aati hai tumsey…..asma asma tum kab samjhogi mere jazbaato ko kab jaanogi ki main tumsey kitna pyaar karta hoo tum toh sirf mujhey ek khooni pagal diwaana samjhti ho par asal mein aisa bilkul bhi nahin hai mujhey apney kareeb aaney do mainey tumhari saari galti maaf kar di hai dekhna chahti ho…….aftab jhat se uth khadha hota hai aur langdhaatey huye apney pant ko utaarney lagtaa hai…….asma oosey khauf bhari nazro se ek baar phir sehemtey huye dekhti hai…….aftab ne apni pant utaarkar ek side mein faikh deta hai aur oos zakhm se wo patti hatata hai…….asma apni aankhen band karkey dusri or munh ghumaa leti hai…..asma asma is zakhm ko gaur se dekho jo tumney mujhey diyaa tumney mujhey chot pahuchaayi aur khaaskar sabsey zyada mere dil ko mere ye zakhm toh bhar jaayengey par dil par lagey oos pyaar par lagey zakhm ka kyaa ? jo tumney mujhey diye they main toh tumhey ab bhi chhata hoo tum darro mat dekho I know ki maine pyaar karney ka izehaar galat tarikey se kiyaa but I swear to god ki main tumhey kafi pyaar karta hoo……asma ne apna munh aftab ke taraf kartey huye kaha mujhey tum jaisey sanki insaan se kabhi pyaar nahin ho saktaa tumney mere liye oos masum ko maar daala tumharey dil mein zaraa sa bhi pyaar hotaa toh tum waisa nahin kartey par tum toh sirf ek sanki aur wohi rahogey mujhey tumhey kidnap karkey accha nahin kya aftab aaaahh let me go let me go…….aftab oosey gussey bhari nazro se dekhtaa hai..aftab paas jaakar ooskey chehrey par zor daar thappad marta hai…….shut shut up sssssshh shut up you slut tum mere ahesaas ko samajhti nahi ek baat fhir baar baar baar kehtaa hoo samajhti hi nahin hai you bastard theek hai theek hai jab tak tumhey meri baat samajh mein nahin aati ghut ti raho is kamrey mein akele tab tum jaanogi ki dard kya hotaa tadap kyaa hoti hai apno ke liye aur akelapan jaanogi tum…….nahin nahin tum mujhey akele chodhkey nahi jaa saktey ruko ruko aftab aftaaab aftaaab aaah aftaaaaaaabb………..aftab darwaja band karkey wahan ek motaa tala lagaa deta hai aur wahan se upar chala jaata hai

Asma fhir ghut ghut kar roney lagti hai ooskey aankho se aansu behney lagtey hai aur wo zameen par kamjor hokar waapis gir jaati hai

Yusuf hussain khadhey hokar kaafi security officer waalo ke saath oos nazarey par apni nazar gadhaaye huye hai ooskey charo taraf kuch forensic doctors car ko check kar rahey hai aur yusuf hussain tight wardi mein pasiney se bheeg chukaa hai ooskey aankho mein thakaan hai aur maat khaa jaaney kaa

Yusuf hussain abhi chup tha paas kharey hawaldar ooskey paas aata hai…..sir ye dusra azeebo garib haadsa jaisa aapne phone par bataya same waisa hi car hai aur ismey koi shak nahin ki ye car wo waali nahin hai sir iska puri tarikey se accident ho chukaa hai and we still don’t know ki asma khan ki laash ismey hai ki nahin lijiye sir forensic doctor aa rahey hai…….safed coat mein wo shaks yusuf hussain ke paas aata hai………hello sir?..........hello doctor any clue ?.........no sir chintaa ki ye baat nahin ki ismey koi laash nahin hai sirf car jal ke khaak huyi hai……yusuf ke chehrey par pareshaani ke bhaav nazar aatey hai…….what? you mean ki ye car accident kisi ne jaanbhuz kar ki hai……..haan mera wohi matlab hai asma khan ab bhi oos aadmi ke paas hai wo bahut shaatir hai aur oosney puri koshish ki asma ko apney kareeb laaney ki aur oosney ye kasar bhi puri kar di………aaj pehli baar kisi se aisey maat khayaa hoo main warna kisi ke gaand mein itna dum nahin ki wo mujhse do kadam bhi kyaa ek kadam bhi aagey bhadhey ooskey haatho mein hathkhadi lagakar asma ko bachana ab mera naya maqsad ban chukaa hai….hawaldar saarey security officer station mein alert kar do aur haan ye baat asma khan ki logo mein khaaskar news waalo mein kisi bhi tarah leak naa ho I don’t want ki wo kidnapper asma ko maar daaley………..aur haan asma ki maa ko ye baat batayi ki nahin?....sir unhey jab ye baat bataya toh wo apne aap mein nahin rahin aur wohi behosh ho gayi wo abhi tak behosh hai oonhey apni beti ki chinta satayi jaa rahi hai……..ye sab oos car accident se shuru huaa jab asma ka accident huyaa par asma incidently bach gayi isey ek miracle hi samjho and then asma ke liye teen khoon ho jaana ye baat kuch hazam nahin ho rahi asma se doctor ka taaluq oon medical reports tak thaa jo ab gayab karwaa di gayi oos shaks ne mere saamney hi hospital se asma ko bhi kidnap kiyaa aur sath mein wo reports bhi le gaya hmmm daal mein toh kuch kaala hai…….i love you aftab,fasal sheikh,medical reports,aftab khoon aur asma kuch samajh mein aa raha hai par behenchod ye samjh nahin aa raha in sab kaa taaluq ek dusrey se kya hai doctor tak kaa toh pata hai par faisal sheikh ka kya???

Oosi road par accident aur fhir hatyaa ki gayi sirf terrorists ke jutey bhi miley jissey faisal ke hatyaaro ka pata chalaa in sab mein meri madad investigation officer aftab sheikh ko mujhey call karna hogaa aur haan asma ke ghar par 2 inspectors tainaat kardo aur oonkey phone bhi tap kar lo mujhe pal pal ki khabar chahiye aisa toh ho hi nahin saktaa zaroor asma in sab ke baarey mein jaanti thi par ooskey ghaav ne oosey mujhey hospital mein byaan deney ka mauka tak nahin diyaa ab mera khadhey munh kya dekh rahey ho jao jaldi jo ?

Aftab ke phone ki ghanti baji afab gehri nind soyaa huyaa tha oosney phone uthakar kaha hello?

Hello aftab acp yusuf hussain speaking
Ya sir kahiye ?
Tumhey ab tak asma ki kidnapping ka koi clue milaa
No sir nahin mil sakaa baat ye hai sir ki main thodhaa bimaar chal raha hoo that’s why main half day karkey ghar aa gaya I am sorry sir par main case ko yu dheel nahin deney doonga
What? Bimaar tum jald se jald se ye bimaari theek karo asma ka kidnapping ho chukaa hai aur main nahin chahata ki security officer ki dheel se ek masum zindagi ki jaan chali jaaye aur haan jald se jald duty pe pahucho understand?
Ya sir samajh gaya sir main jaisey hi theek hungaa mera pehlaa kaam asma ko dhund nikaalna hi hogaa I am very shameful ki main is waqt duty par nahin hoo
Don’t worry jitna jaldi ho saktey apney aapko theek karo I want you to help me out of this case……..theek hai sir as your wish

Aftab phone kaatkar kehta hai asma asma ooski zindagi aisey thodhi naa khatam honey dungaa main wo meri hai aur sirf meri hi rahegi don’t worry sir she will be mine I will take good care of her hahahahaha asma darling where are you ?

Aftab jhat se darwaja kholtaa hai aur asma oosey dekhkar darr kar sehem jaati hai ooskey haath bandhey huye hai aftab asma ke paas aata hai aur oosey jhat se godi mein uthaakar sidhey palang tak leke jaata hai aur oosey laita deta hai aur kehta hai how are you my babe?

Asma apney aapko ooski baaho se jhattkar palang ke kinaarey aa jaati hai aftab ooskey paas jaata hai aur ooskey jism ko chukar kehta hai ye tumney apna kyaa haal banaa liyaa ek accident mein tumhari jaan bhi jaa sakti thi you know how much I love you ?

Asma ne kaha mujhey ghar jaana hai main apni maa se mil bhi nahin paayi aftab ne kaha sssh apney galey ko aaram do tumhey khaastaur se chot wahin lagin hai kyaa azeeb itefaaq hai tumharey galey ki chot ne tumsey tumhara byaan nahin leney diyaa I am totally safe right now tumhari chot ki wajah se dekho asma zindagi mein tumsey bhi galti huyi aur mujhsey bhi aur main yakeen ke saath keh sakta hoo ki meri soch tumharey liye naik hai paak saaf hai aur haan rahin baat faisal ki maut ki main tumhey baar baar hazaar baar keh chukaa hoo khoon oon saanpo ne kiyaa mainey toh oosey tumharey kehney par ooskey haal par chodh diyaa thaa aur waisey bhi mere diye huye zakhmo se wo kuch din baad theek ho jaata aur fhir mere khilaaf koi action letaa tabhi toh mainey aisa kiyaa baby main hamari life mein duriyaa ko kam karna chahta hoo taaki hum ek dusre ko samajh sakey jaan sakey aur waisey bhi mera iraada kaafi khatarnaak tha par bahut accha bhi tha tumhey lag raha hogaa ki ye pagal kya bol raha hai ? par haan main sach keh raha hoo I am in love with you baby I am in love aur tumharey binaa ye zindagi meri kabhi bhi mast nahin thi tumhey tumharey jism ko chunaa ye har waqt mujhmey nayi saans bharta hai tum isey feeling of attraction bhi keh sakti ho you are seductive aur main nahi chahta ki tum apni ye jawani kisi kameeney aur bewakuf par waste karo I am perfect I am perfect for you……….asma oosko bas gaur se dekh rahi thi aur kaha tum pagal ho tum sanki ho mujhey ghar jaana let me go I said leave me………..sshhhhhh issey pehley tum kuch keh paao main nahin chahta ki tumhey aur sazaa doo tum waisey bhi kasht mein ho aur main hoo naa tumharey saath hmmm ab rahin baat oon medical reports ki jo tumharey doctor ne banaya tha jaanti hoo mainey oonka bhi khoon kar diyaa yusuf hussain ki chaal main samajh chukaa thaa……..asma ki aankhen bari ho gayi aur wo fhir se sehemney lagi……..haan yahin sach hai I have killed ones again par woh to sirf apney pyaar ko kurbaan honey se bachaney ka tha aur agar pyaar mein kisi aur ki kurbaani li jaaye toh wo pyaar kabhi mit taa nhain balki badhta hai.
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Kya Chahtay ho? ( Long Story ) - Copied - by hirarandi - 20-03-2020, 09:06 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)