Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Kya Chahtay ho? ( Long Story ) - Copied
#13
Aftab abhi jeep se ghar aaya aur takreeban oosney apne collar ko thodhaa dheela kiyaa aur darwaja kholkar jaakey sofa par baith gayaa aftab ne apney green colour ke wardi waaley shirt ko utaar faikaa ab ooski body ekdum saaf dikhaayi de sakti thi jo kisi ko bhi pagal kar sakti thi


Aftab utha aur oosney idhar udhar dekhaa aur apni pant utaar di ek siskari leke oosney apney danto ko danto ko dabaaya aur apne jaangh par lagey oos zakhm ki patti khol daali jissey ab khoon aana band ho gayaa

Aftab – asma accha zakhm diyaa tumney mere pyaar mein main samajhta rahaa ki tum mujhsey bahut pyaar karti ho but I was mistaken at that moment oosi waqt tumhey apneyy haatho se maar dena chahiye thaa tum ooski tarah nahi ho sakti tumhey to main apna banakey hi rahungaa ye meraa wada hai tumsey aftab sheikh ka asma ye wada rahaa


Aftab ke jaangh par khoon ke thodhey zakhm they aur chaaku ooski gehraayi tak nahi pahucha tha isliye wo zyada ghayal nahin huaa

Udhar asma ab bhi soch mein dubi thi aur oos khaufnaak palo ko yaad kar rahi thi jab aftab ne ooskey saath kitna buraa kiyaa ooskey jism par wo zakhm chodh diye jo shayad dr bhi naa ilaaj kar sakey asma faisal ki maut ko yaad karney lagi oon yaado ko yaad karney lagi jab wo cheekh rahaa tha ooskey baad oosney apnaa badlaa asma ke jism se nikaaala aur ooskey shareer par dhaar dhaar nokiley tattoo machine se jo nishaan banaye oosmey aasma kitni cheekhi thi aur kitney baar tadapi thi

Asma ko wo sab baatein yaad aati aur wo chillaney ki koshish karti par ooski cheekh munh mein kaid dab jaati

Asma fhirsey roney lagi par iss baar shayad ooski maa oosko sahara deney ke liye wahan nahin thi asma ne jhat se eke decision liyaa ki chahey jo bhi wo acp yusuf hussain ko apni saari daastan bataa degi chahey wo aftab ooski jaan bhi kyu naa leley ab wo pichey nahin hategi

Yusuf hussain ab bhi security officer station mein baithaa tha aur kuch gambhir soch mein dubaa tha itney mein news reporters ke chillaney ki awaaz sunkar oosney file table par rakhi aur bahar niklaa

Ek aankhen ko teerche kartey huye wo reporters ko dekheny lagaa…………reporters- kyaa sir aap batayengey ke ye sab kya hai ek well known reporter ki hatyaa aur naa hi oosko insaaf mil raha hai aur naa hi ooskey murder mystery ke baarey mein bataya jaa raha hai aakhir ye ho kya raha hai………. Yusuf – ek minute ek minute will you all pls calm down for just a second I will talk to you dekhiye faisal sheikh ki maut kisi accident se nahin huyi balki ooska katal huyaa aur hamari kaabil security officer team ye pataa laganey mein jutii huyi hai isliye aap pls shaant ho jaaiye pata lagney par aapko sabkuch bataa diyaa jaayega insaaf zarur hogaa…….sir sir ye toh aaplogo ka roz kaa natak hai case ko dheel detey hai aur baad mein oosey sucide ya accident declare kar detey hai…………….yusuf ki aankhen oosi shaks ko ghur rahi thi aur wo tez kadmo se ooskey paas jaata hai aur kehta hai bas keh diyaa jo kehna thaa aapko aapko toh bas chatpati khabar chahiye apney promotions ki gain ke liye warnaa aapkey head of news channel khush kaisey hongey aap log yahan insaaf ke liye nahin balki apni khabar nikalwaaney aaye hai kisi par khichadh faikney aaye hai par aap jaisey machro se main baad se karney se accha apney kaam par dhyan dena zyada zaroori samjhta hoo aap log aap log toh aisey hai ki jab kisi saadharan aadmi ka katal hotaa hai to reporter kya wahan ek cameraman bhi nahin hotaa har saal desh mein kareeb laakho log martey hai croro log martey hai par kuch log aisey hai jinki maut par aap logo ko bulaya hi nahin gayaa ye aap logo ki soch hai ek reporter ka katal huyaa ye baat kisko hazam hogi itney jaldi isliye toh aap mere paas aaye hai aap sab jaisey logo ke chaltey security officer ko government logo par khichadh uchaala jaata hai aapkey news channel par all time 24hrs sports aur celebrity aur movies ki hi khabar batayi jaati hai kyunki wo hastiya aura am log hasti nahin balki sadako par chaltey fhirtey khidhey hai …………reporter – aap kehna kya chahtey hai?..........main sirf itna kehna chahta hoo ki hum apna kaam bakhubi kar rahey hai aur case mein koi dheel deney ka sawaal nahin hai humney aaj tak sarey case acchey se larey hai aur ye case mein bhi kaatil pakdaa jaayegaa…….ab jaaiye jitni baat mainey aapko kahin wo bhi flash kar dijiyegaa aur mere upar jitani chahey ilzaam aur khuchadh faikhiyegaa because I don’t care I don’t give a shit about your questions interview is over

Yusuf hussain khadhaktey huye waapis security officer station mein chalaa gayaa aur bahar khadhey hawaldar aur baaki security officerwaalo ne reporters ko rokey rakhaa


Yusuf hussain ke call bell bajaa

- yes acp yusuf hussain speaking

hello main inspector aftab sheikh bol raha hoo sir

haan kaho aftab
sir khooni koi aatankwadi sangthan se hai mainey dopahar mein hi jaakey ye baad pataa kit hi oos jagah par mujhe kuch 3-4 logo ke pairo ke nishaan dikhey hai sir

yusuf – what? Itni berehmi se aatanwadiyo ne maara nahin nahin it’s false

aftab – I am damn sure sir main jhoot nahin bolungaa aapsey khooni koi aatankwadi sangthan kaa hai

yusuf – theek hai tab toh yeh baat humhey govt tak pahuchaani hogi theek hai sabut lelo aagey ki taftish ab crime branch karegi ab ye unkaa mamlaa hai

aftab – theek hai sir bye

aftab ne ek nazar diwaar ki or dekhtey huye kaha poor yusuf abbey kuttey tujhey kya lagaa ki main apney kiye huye khoon ko maan lungaa hmmmmm kabhi nahin ab asma se mujhe koi judaa nahin kar saktaa ye mohra toh maine chal diyaa ab baari hai asma ko apne shikanjey mein lene kaa hahahahahaha asmaaa asmaa I am coming for you

kareeb 15 dino tak ye case chaltaa raha aur yusuf ne on fingerprints ki jaanch ki jo kisi aatankwadiyo se mil rahey they kyunki haal hi mein huye aatankwadiyo ne waisa hi nishaan choraa tha aur ab yusuf ne sabko ye yakeen dilayaa ki khoon terrorists ne kiyaa hai aur aftab ko maukaa mil chukaa tha apney khel se aagey chalney kaa

case thandaa padhtey hi aftab ne turant apne pehla kadam asma ke hospital par rakh diyaa thaa

asma ab iss baat se bekhabar thi ki ooski zindagi fhir ek tufaan uthney walaa hai asma soyi huyi thi ki tabhi asma ki maa aayi aur oosey kaha kaisi ho betaa

asma ne sirf sar hilaaya par oossey kehney ke liye koi shabd nahin they asma ki maa ooskey paas aayi aur ooska sar hilaaney lagi

asma ki maa ne kaha tumhey yahan 15 din ho gaye hai aur tumhari haalat mein bhi kaafi sudhaar aaney lagaa hai

dr cabin mein aaya aur kaha mrs khan aap inhey kal hi discharge kar sakti hai par inkey kuch reports abhi baaki so mam pls let the reports going first

asma ki maa – theek hai

dr ne yusuf ke kehney ke mutabik ooskey jism ki jaanch ke liye le gayaa ye bat aasma acchey se jaanti thi par shayad is baat ki bhanak oosey lagi nahin thi ki ooskey medical reports ka hogaa

par shayad bahar khadhey oos shaks ki aankhen ab asma ko gaur se dekh rahi thi oosney chup chup kar asma ko dekhaa wo aur koi nahin aftab tha jo hospital pahuch chukaa thaa ab ooskey saamney ek hi baat thi asma ko paaney ki ooski hasrat

asma ko ooskey saamney se hi medical room mein le jaaya gayaa aftab ab bhi asma ko ghur ghur ke aagey se jaatey huye oosey dekh raha thaa

aftab – hmmmmmm asma ke reports kahin ye uski medical reports ki baat toh nahin kar rahey they hmm zaroor is baat par kisi ka dhyaan to nahin gaya hogaa par main janna chahta hoo aakhir ek ghatna mein kisi ke jism ki chaanbin ye log kyu kar rahey hai yaa insey koi karwaa raha hai oh haan yaad aaya wo madarchod acp toh isi case mein jhaank raha hai kahin ye saara majhra oosi kaa toh nahin jo bhi ho agar inkey haatho wo medical reports lag gayi toh shayad mere galey par faansi ka fhanda latkaa rahegaa aur agar asma ne yeh baat Kabul di toh nahin nahin asma ko itney jaldi main jaaney nahi de sakta haath se bas is test ke baad mera agla mohra shuru ho jaayegaa hahahahahahahahaaa
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Kya Chahtay ho? ( Long Story ) - Copied - by hirarandi - 20-03-2020, 09:04 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)