09-02-2019, 07:04 PM
Arey kyunki ghar pe kisi waqt meri sister jag sakti hai ya koi bhi ghar pe aa sakta hai ye to bahut bada risk hai – main boli
Yes now you right – is liye wo aurat jo koi bhi hai wo jungle me jati hai – wo boli
Maine kuch kahne ke liye munh khola lekin chuzi ne mujhe beech me hi rok diya , aur boli mujhe pata hai ki tum kyun munh faad rahi ho
Kyun batao – maine pucha
Tum fir wahi bat karne wali ho jo maine abhi kahi thi ki jiska affair hoga wo itni rat ko jungle me nahi jayega – wo boli
Haan main hairani se boli main yahi puchne wali thi – maine kaha
Haan jiska affair hoga wo larki to nahi ja sakti lekin jo male prostitute ko hire kar rahi hai wo ja sakti hai – wo boli , aur aisa is liye hai kyunki ye jungle pas me hi hai
aur bilkul safe hai jis jagah pe wo log jate hain unko wahan par kahin se dekha bhi nahi ja sakta siwaye tumhari khirki ke is liye wo log apne ko bilkul safe samajhte hain – aur wahin chale jate hain – wo boli
Matlab tum ne faisla kar liya ki koi yahin ki aurat hai aur wo guard male prostitute hai – maine pucha
Faisla nahi dear ye faisla nahi hai maine apna shak show kiya hai aur is bar ye shak 80 % sahi hona chahiiye ab pata ye karna hai ki aurat kaun hai aur wo dusra admi aur dusri aurat kaun hai - wo boli
Haan ek bat aur abhi abhi dimagh me aayi – wo boli
Kya – maine pucha
Maine kaha ki un logon ko khirki ke alawa aur kahin se dekha nahi ja sakta , to jo log wahan aate hain unko ye achi tarah se pata hai ki ye room tumhara garage hai
aur itni raat ko tum yahan nahi aa sakti aur unko shayad ye bhi pata hai ki tumhara routine kya hai , is liye ye bat sabit hoti hai ki aurat jo bhi hai isi colony ki hai – wo boli
Hmmmmmm main chuzi ka munh dekh rahi thi aur samajh me nahi aa raha tha ki kya kahun main boli chuzi tumhara dimagh aisi khurafat baton me kitna tez chalta hai , yahi agar study me lagao to – main boli
Hey maata pravachan mat start kar ,- wo boli , dekho gul ye human nature hai har kisi ka dimagh is tarah ki baton me apne aap tez chalne lagta hai aur rahi bat study ki to main wo kar hi rahi hun haan lekin main kitabi knowledge nahi leti bas vyavharik gyaan se kaam chalati hun – wo boli
Bat to sahi hai – main boli
To thik hai ab ye pata karna hai ki aurat kaun hai , ab hum log is pe koshish karenge -- wo boli
Ok –
To chalo nashta karao mujhe bhook lagi hai tumhara kya tum ko to baton ke alawa kuch aata hi nahi hai us se hi pet bhar logi – wo boli aur ye kahte hue kursi se uth kar khari ho gayi
Acha kamini ulta chor kotwal ko dante – main uski taraf barhi lekin wo daudkar andar bhag gayi lekin jitni tezi se gayi thi utni hi tezi se wapas aayi
Kya hua – maine usko pakadkar baal khinchte hue pucha