09-02-2019, 06:41 PM
update 16--01-2012
Saturday--- 01 April 2006
Subah main apnetime se uthi aur apne kamo me masroof thi adat ke mutabik shahnaz abhi so rahithi ki tabhi bell baji to maine time dekhan 9:00 baja tha main ne socha
shayad seema hogi main gate pe gayi to dekha seema nahi wahan chuzi thi gate kholtehi wo meri bahon me lagbhag gir si gayi uski halat bahut ghair ho rahi thi
Main usko dekhkar bahut pareshan hui aur usko bahon ka sahara dekar andar layi aur sofe pebithya baithne ke sath hi wo sofe pe gir gayi meri samajh me nahiaa raha tha ki
kya hua hai us ke chehre pe laal nishan the aur kayi jagah siyah daag bhi jo isbaat ki tasdeek kar rahe the ki usko bahut mara gaya hai
Maine dauklarshahnaz ko jagaya wo meri badhawasi dekh kar fauran bhagti hui bahar aayi lekinuska face ye bata raha tha ki usko kuch bhi samajh me nahi aa raha hai wo boli didi ko kya hua , maine kaha pani laaoabhi ye kuch bol nahi rahi hai
Maine us ko panipilaya aur khoob sa glucose den eke baadmaine usko coffee banakar dii tab wo kuch bat karne ke layak hui maine us sepucha kya hua chuzi aur is halat me tum yahan kaise aayi
Wo boli kal mainghar pe akeli thi to mera boyfriend aaya tha aur us ke ath mere bhai ne mujhedekh liya fir papa se bata diya to papa ne mujhe khub danta lekin bhai me mujhemara to main ghar se bhag aayi
main tumhare yahan aa rahi thi raat ho chuki thi to mujhe 2larkon ne pakar liya aur raat bhar mere sath... itna kahkar wo rone lagi mainsamajh gayi ki wo kya kahna chahti hai maine usko chup karaya aur apne roomgayi aur chuzi ke papa ko phone kiya
Hello uncle – main boli
Haan beta kaisiho , wo bolw- mujhe un ke upar gussa arah tha ki raat ko unki larki ghar se nikli aur unhone koi khabar bhi nahi li is wajah se zara mera bat karne ka lahja talkhtha
Uncle chuzikahan hai aap ko pata hai – maine pucha
Haan beta abhithori der pahle hi ghar se nikli hai – wo bole
Maine kaha lekinwo mere yahan aisi halat me aayi aur ye kah rahai hai
Aaj first Aprilhai beta aur tum to janti hi ho usko aaj uska pahla shikar tum hi ban gayisubah subah – wo bole
Maine phonerakha aur bahar aayi dekha wo karaah rahi thi
Maine kaha chuzitumhare sath aisa hua hai to main chahti un kit um papa ko phone karo aur firchalkar security officer me complaint karte hain
Nahi papa ko main kuch nahi batana chahti aursecurity officer me jaungi to badnami hogi is liye tum mujhe yahin rahne do – wo boli
Acha to hospitalchalo tumhari tabiyat bahut khrab hai – main boli
Wo boli nahimain nahi jaungi agar tum ko mera yahan rahna bura lag raha to bata do mainchali jati hun
Maine pucha abkis ke ghar jaogi
Wo boli kahinbhi chali jaungi kya farak parta hai sab ke sab matlabi hain ye kahte hue us neankhen band kar lii
Main uthi aurtowel bhigakar le aayi aur uska chehra ponchne lagi
Wo ankhen kholtehue boli ye kya kar rahi ho
Arey kuch nahibas spunge kar rahi hun taki tum ko aram ho jaye – main boli
Nahi rahne doapne face dusri taraf karte hue boli
Lekin tab takmain towel uske face pe fira chuki thi aur uski laali aur kalik saaf ho gayithi
Main usko balonse pakarte hue kaha ab uth jao sharafat se
Ahanak wo uthkar khari ho gayi aur koodti hui boli april fool april fool
Maine kaha yemujhe pata chal gaya tha aur bahut ghalat bat hai aisi baten nahi karni chahiyejot um ne kii
Wo mere gale mebahen dalkar boli sorry yar acha ab main chalti hun – wo boli
Kahan ja rahi ho– maine kaha
Wo boli khin aur
Maine usko janenahi diya aur fir sara din wo mujh se jhagra karti rahi lekin main ne kaha ki kahin nahi jaogi patanahi kis ka kya haal karogi tum
Maine phone karke uske papa ko bata diya ki wo mere yahan hai aur sara din chuzi mere ghar perahi seema bhi aa gayi aur fir hum charon log din bhar ghar me hi rahe