Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Next Update....



Kyinki writer ka naam hi kuch aisa tha write kisi tarruf ke mohtaj nahi hain aurmain apni course ki kitabon me bahut si inki kahaniyan parh chuki hun

Jin me Eidgaah – panch marmeshwar- poos ki ek raat -- godaan – mujhe bahut achi lagi aap log samajh gaye hain honge ki main kis ki baatkar rahi hun

Jee haan munshi prem chandjinhone urdu aur hindi dono zabano me apni alag hi jagh
banayi urdu me wo Nawabrai ke naam se likhte the aur hindi me remchand ke naam se unka asli naam bhisab jante hain

Aaj meri principal ne mujhe unkiki hi book di thi unka dekhne ke baad maine page palat kar dekha to kitab kanaam tha KARBALA

Munshi prem chand ji ki ye famousbook hai lekin maine nahi parhi thi kyunki maine sirf
unki kahaniyan parhi thinbas maine kitab ko parhna shuru kiya

Kuch der ke baad mere mobile pemsg aaana shuru ho gaye maine dekha to msg shaizan ke the

Maine msg ko bina parhe hi mobileoff kar diya aur kitab ko parhne lagi is ke naam me hi
ek ajeeb si kashish thijo mujhe kitab ko parhne pe majboor kar rahi thi

Fir main jab uthi to puri kitabko parh chuki thi bahut kuch meri saajhme aa chukka tha
lekin bahut se naye sawal zahan me aa gaye the aur main sochrahi thi ki ab inke jawab kahan talash karun

Aur ek baar fir main usi julooske bare me sochne lagi ki kistarah mere zahan me lakhon
sawal panapne lage auraaj fir meri halat kuch un dino ke hi jaisi thi chahkar bhi main apna zahan ustaraf se nahi hata pa rahi thi

Lekin ab bahut si baten wazeh hochuki thin jinko main yaha nahi likhne chahti kyunki
ere ek reader is bat peAitraz kar chuke hain aur main kisi ki dil azari nahi karma chahti
lekin aage kuch baten samne aayengi aur main wo baten zarur likhungi jinka taluqmeri
zindagi se hai kyunki ye meri life story hai aur us pe mere kisi bhi reader friend bhai ko koi aitraz nahihona chahiye

Sham ko chuzi ghar pea a gayi thiaur fir seema bhi to bahut acha raha baki ka waqt fir raat ko hum sab ne sathme hi dinner kiya fir chuzi apne ghar chaligayi aur seema bhi

Raat ko main ek baar fir kitab ko pura parha aurfir so gayi .

Subah main apne time pe uthi aurapne kamo ko nipta kar chai banayi newspaper lekar sofe pe baith gayi anur paper dekhte hue chai peene lagi .

Tabhi door bell hui maine time dekha subah ke 6;00 baje the

Itni subah subah kaun aa gaya –ye kahti hui main gate ki taraf chal dii maine dekha
seema bahar khari thimaine gate open kiya aur wo andar aagayi

Maine usko wish kiya aur puchakhairiyat itni subah kaise – kyunki main soch rahi thi koi bat to nahi

Kuch nahi didi wo aap ne kahathan a ki subah bike chalana sikhogi to is liye main jaldi aa gayi

Waah waah bahut khoob acha chaloandar aao fir chalte hain – main ne kaha aur seema andar aa gayi

Didi abhi shahnaz didi so rahihai – seema boli

Haan maine kaha – wo abhi so rahihai

Tum baitho main chai lati hun –maine kaha

Nahi didi aap baitho main khudchai banake lati hun wo boli aur kitchen me chali gayi

Maine fir baith kar paper dekhnelagi aur agle hi pal seema tray me chai liye khari hui thi
hum dono ne chai piichai khatam karte hi seema boli didi chalo na

Main uski taraf dekhne lagi wobahut hi zyada tezi dikha rahi thi is waqt aur main uske man ki halat samajhrahi thi

Kyunki kisi ko jab koi chiz pahlibar milti hai to uska maza hi kuch aur hota hai shahanaz ka bhi kuch aisa hi haaltha jab maine scooty khareedne ki bat kee thi

Main seema ke sath bahar aa gayiaur uski scooty nikal kar bahar aa gayi aur gate band
kar diya shahnaz so rahithi maine us ko disturb nahi kiya baharaakar maine scooty ko
start kiya aur seema ko samjhane lagi aur ek bar uskopiche bitha kar maine colont ki hi sarak par chalaya

Fir maine seema se kaha ab tumkoshish karo aur main piche baith gayi seema ne
koshisk ki lekin wo bahut darrahi thi aur uske hath kaanp rahe the colony me log aa ja
rahe the kyunki examchal raha tha jiski wajah se subah se chahal pahal ho jati thi

Yahi wajah thi ki seema controlnahi kar pa rahi thi .
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 03-02-2019, 06:06 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)